Chap 9

683 69 8
                                    


_______________

Kehte hai Mumbai ki hawao mai ik jadu sa hai. Joh bhi yaha se guzar hai woh kabhi khali hath na lauta.

Phir chahe woh hath Siddhi Vinayak ke mandir main judare ho.

Yaha phir, Piya Hajj Ali ki dargha main khule ho.

Agar joh apke naseeb ho, woh phir apko kabhi aur kahin na kahin mil he jaate hai.

Phir chahye woh koi zindagi ka hasil ho yaha phir kisi ka sath managa ho.

Is liya toh Super star Shah Rukh Khan ney bhi kaha tha;

Agar kisi cheez ko dil se chaaho to puri kayanat usey tumse milane ki koshish mein lag jaati hai.

Is liya agar kismat main likha ho, toh mile kar he rehta. Bus usko hasil kare ki dua aur talash rukni nahi chahye.

Kyun ke, khuda ke ghar main der hai, andhare nahi.

Aur jab andharo ke badal jhadte hai.

Toh phir ek naye din ke sath zingadi ki bhi ek nayi shurwaat hoti hai.

Ik naya safar ki aur is safar main kuch jaane aur kuch anjaane logo se apki mulaqat hoti hai.

Joh toh kabhi khaati se, toh kabhi meethi se yaad ban jaati hai.

Am I saying right my lovely people of Mumbai?

Is ke sath he, Good Morning Mumbai aur main hoon ap sab ki apni RJ Shreya Go--- nahi nahi Shreya Goshal nahi.

I'm Rj Shreya Kapoor, lakin you can call me SG kyun ke agar SG ke aawaj main jadu hai toh Rj Shreya ki baaton main jadu hai.

Haina jadu meri baaton main?"

" Haan sach main kitna meetha bolti hai. Nahi Karishma madam"

Pushpa ji said looking at KS, but her eyes welled up seeing KS.

Silently leaning against the car window. KS was having the outer view with her deserted eyes, that once a upon a time used to shine like a sun.

Her face that used to have a fierce aura, that people once used to shiver. Now, they felt pity seeing her and makes their own fun assumption about sudden change in her.

She has completely turned a different person that her own shadow fails to reconsider her.

Pushpa ji signed heavily and looking other way wept her tears and prayed to gods.

" Maata rani please ek bar phir kisi ko Karishma ki zingadi main bhej do. Joh ek bar phir inko madam sir ke jaise zindagi ki taraf le aye hum nahi dekh sakte inko aise pal, pal marta huwae"

She once again looked at KS and then requested driver.

" Driver bhaiya please is radio ka volume thoda kam kar de"

Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter 1 🍁✅🍁Where stories live. Discover now