Chap 36

690 130 60
                                    

🍁___________🍁

Leaning against the wall, with tears streaming down from her orbs. Haseena was thinking about the betray she is giving to her love.

" Kya kare gay hum? Kaise sambhale gay apne pyaar ko? Jis din unko yeh pata chale ga ke humne na sirf unko Urmila ban kar dhoka diya hai, balke unhi ki wafadari par, unhe bharosaye par aur unke pyaar par hum shaq kar rahy thy?

Kaise bardast karye gayi, Karishma Singh jab sab sach unke samne aye ga aur agar unho ney khud, yaha phir kisi aur se unko humara sach pata chal gaya?

Toh kya kare gayi woh? Kahin woh humne khud se dur na kare de? Nahi, humne har saza manzoor hai, lakin hum Karishma Singh ko khud ke sath itna bara aanaye nahi kare de gay.

Haan aakhir kar woh bhi ek police officer hai unko humari baat aur humare farz ke hathon majboor hue jazbaaton ko samjhna hoga.

Lakin phir bhi hum koi risk nahi lena chahte. Karishma Singh kab kaha kya kar baithe, hum nahi jaate. Humne use baat karni hogi, nahi sirf baat nahi, un se waada lena hoga.

Ke chahiye kuch bhi ho jaye, woh humne itni badi saza nahi de gayi. Haan yehi theek hai aur hum aisa he kare gay"

Fearing about Karishma's anger. Haseena comes up with a solve to take a promise from her love that no matter what happens, but she'll not leave her at any cost.

With these intuition, Haseena cleared her face and making herself presentable. She comes of cabin to talk to Karishma Singh right now before, everything slips from her hand and she lost her love in front of her duties and responsibilities towards her " wardi"

However, coming out of her cabin. Haseena got surprised  to see police station empty.

" Yeh sab kaha gaye hai?"  

Haseena thought looking around when her gaze fell on Karishma Singh's vacant desk. The absence of her colleague triggered a flood of memories, each one a poignant reminder of the moments they had shared together.

Haseena's eyes brimmed with tears as she recalled the laughter, the challenges, and the unspoken bond they had forged over time.

Despite the emotional turmoil within her, Haseena lips were smiling, recalling their cold war between their " Jazbaat and Laat" before solving any case.

" Karishma Singh, ap kyun nahi samjhti ke har apko apna gusa aur laat dekhne ki zaurat nahi hai."

" Madam sir yeh baat toh hum bhi apko bol sakte hai ke har bar apko apne jajbaaton ka churan bachne ka zaurat nahi hai"

Haseena chuckled when like reel, the glimpse of their cold war was playing in front of her eyes.

" Karishma Singh, woh Jazbaat hota hai"

Haseena mumbled wiping her tears while halluncating their memories.

" Do saal hoge lakin apko aaj tak Jazbaat bolana nahi aye. Jajbaat"

Haseena chuckled sadly while caressing Karishma Singh name plate. Don't know when Haseena's reached close to Karishma's desk and began caressing her belongings

" Bacho ke jaise kisi ko bhi apni chair par nahi baithe deti thi. Yaad hai humne woh humari pheli mulaqat. Jab hum apki chair par baithe gay thy aur apko kaise bacho ke jaise gusa aa gaya tha aur phir Pushpa ji ( Haseena smiled wiping her tears while recalling how Pj pulled Karishma's leg by whispering in her ear to salute her and welcomed her) kaise ek dam kadak officer ke jaise apne humko salute kiya tha.

Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter 1 🍁✅🍁Where stories live. Discover now