Yeh Meri Patni Hai.

3.1K 180 82
                                    

Next morning, living area.

After the morning aarti, bondita was asked to prepare the Adrak waali chai for kaka, coco milk for batuk and Som.
Naina went with bondita to help her. After 10 mins, bondita arrived with tea and coco milk. She served them all and just then Anirudh entered.

Anirudh - bihari!! Tumne meri coffee nhi di abhi tak!

Bihari from store room- maf karna chote malik! Woh kaam mein vyast the hum. Abhi bana dete hai.

Kaka- nhi bihari. Tum apna kaam karo. Bahu bana degi. Bana logi na bahu?

Bondita - jii.

Anirudh - jaldi se dedena.

Saudamini from behind - mein bana deti hoon na, woh kya hai na bichari bondita kitna kaam karegi. Mein Anirudh ke liye bana dungi. Waise bhi Anirudh ko mere haath ki coffee pasand hai na.

Batuk - par shayad kal raat kisi aur ke haath ki coffee pasand aa gyi thi.

Saudamini, Anirudh and Bondita - kya?

Batuk-mera matlab,som dada ne coffee piya tha na toh isliye.

Som who was drinking the milk, spitted out and coughed. He glared batuk.

Naina-theek hai na aap? She handed a glass of water to him.

Anirudh - som tum kab se coffee peene lage?

Som-mein coffenhi peeta!

Anirudh - yeh toh mein bhi jaanta hoon, par batuk ne abhi kaha ki tumne coffee piya hai?
Coco milk peene wala bacha aaj coffee pi tha hai? Kab se?

Som - kal raat se!

Bondita - kal raat se?

Som - nhi mera matlab ki meine suna hai ki coffee peene se neend udd jaati hai, toh mein dekhna chahata tha ki sach mein aisa hota hai ya nhi.

Anirudh - acchaa.. Lekin raat ko hi kyun? Subha kyun nhi?

Som-woh.. Woh mujhe na kaam hai! Naina zara aana mere sath.
Saying this he dragged her with him while kaka and batuk sighed in relief because som wouldn't be able to lie for long in front of Anirudh.

Anirudh - isse kya hua?

Saudamini - jaane do usse! Mein cofffee banake laati hoon.

Kaka-zaroorat nhi hai. Humari bahu bana legi. Tumhe takleef uthane ki zaroorat nhi hai.

Saudamini - par kaka..

Bondita - Ksj agar didi ko banane ka man hai toh bana lene dijiye na. Mein baaki ke kaam ko sambhal lungi.

Anirudh - mini jaldi banana.

Three of them left for their respective work. Anirudh had a day off from his work. That's why he was sitting in his study, read a book and waiting for his coffee. Saudamini entered with the tray of coffee. Anirudh glanced her gave a smile and again engrossed himself again inside the book. Saudamini made a face and gave the cup to him.

Anirudh - thank you mini.

Saudamini - itni si baat ke liye thank you. Kya Baat Hai!

Anirudh - ab coffee banayi hai toh bolunga hi na.

Saudamini - aacha yeh sab chodo aur batao ki.. Her words came to halt when they heard a chaos outside the haveli.

They rushed outside to know what happened.

Kaka- aare sab chup raho! Araam se aur ek ek karke batao, kya hua?

Person 1 - humare kapde chori kiye gye hain. Snaan karne Hum log nadi kinare gye huye the. Jab nazar ghumi toh kapde chori karte huye ek ladki bhag rhi thi.

Barrister Babu - Love or RevolutionWhere stories live. Discover now