Prem

2.2K 145 22
                                    

The ladies were gossiping and Bondita was studying inside after cooking the food.
She was keenly studying when a girl of her age came and called her out.

Girl- Bondita.

Bondita- Haan. Arre reema,bolo.

Reema- ye le kache aam. Ped se khaas tod ke laayi thi apne pati ke liye,socha tujhe bhi de doon.

Bondita- shotti ? Khub bhalo. Dhanyavaad.

Reema- arre isme dhanyavaad kaisa? Acha sun kache aam ko na mirch aur namak lagake khaana. Khane mein aur maza aayega.

Bondita- acha,mein bhi Pata hai bachpan mein apne gaon main na aose hi ped pe chadkar imlie tod ke khaati thi. Khub Annand aata tha.

Reema-par woh din ab kahan? Shaadi ke baad toh humesha pati aur parivaar ke aage peeche ghumna padta hai.

Bondita- lekin mere saath toh aisa kabhi nhi hota.matlab mein jab chahun jahan chahun ghum sakti hoon bina kisi rukawat ke.

Woman who were hearing Bondita's and reemas conversation interrupted.

Woman 1 - arre aap toh Chowdharayin hain, aage peeche toh naukar leke ghumti hai aap. Aap kyun kaam karoge?
Kyun beheno and laughed.

Bondita- maana mein bahu hoon uss ghar ki par itni bhi khudgarz aur aalsi nhi ki khud ka kaam na kar sakun. Aur humare ghar mein naukar ko naukar ki tarah nhi rakha jaata ,parivaar ka hissa maan ke rakha jaat hai.

Woman - Aare lekin tum andar kyun ho? Bahar aao, humare saath baatein karo ,ghulo milo.

Bondita- kaash aa pati kaaki ,par pati babu ne mujhe Bahar se band karke gye hain kaise aaun?

Woman- waah , aapke pati ne subha subha aap ke liye Shochalya banwayaa aur toh aur abhi yahan band karke chale gye. Aapke pati babu aapko jeera maante hai heera.

Bondita- heera? Nhi toh. Mein toh aam insaan hoon , bilkul aapki tarah.

Woman - aam imsaan toh ho par tumahre pati babu tumhe bohot hifazat se rakhte hai.

Bondita- aapke pati nhi rakhte kya?

Woman- humare naseeb mein kahan barrister babu jaise mard hain.?

Reema- sach kaha kaaki,bondita tere pati babu tere se bohot prem karte hain.

Bondita- ab woh kya cheez hai? Hearing Bondita the ladies laughed.

Reema - Aare woh koyi cheez nahi hai.

Bondita-toh?

Reema - Ek khubsoorat ehsaas hai. Tujhe kabhi yeh ehsaas nhi hua?

Bondita nodded in no.

Reema- acha ek baat bata,tere pati babu agar tere aas paas hon toh kya tere gaal laal hote hain?

Bondita quickly analysed and recalled everything and nodded in yes.

Reema- teri dil ki dhadkane kabhi ruki hai kya jab woh haste ho yaa tumhare paas hon?

Bondita- hayee hayee, dil ki dhadkane ruk gyi toh mein Mar nhi jaungi kya?

The ladies again shared a laugh and one of them utterd-nhi bondita nhi rukegi dhadkane.

Bondita- shotti?

Reema- Haan shotti.

Reema - acha yeh bata ki unhe dard hota hai toh tujhe bhi dard hota hai?

Bondita- Haan.

Reema- woh rote hain toh kya teri aakhon se bhi Aasoon nikal aate gain kya?

Bondita- Haan.

Reema- woh khush hote hain kya tu bhi khush hoti hai?

Barrister Babu - Love or RevolutionWhere stories live. Discover now