Sachai - 1

2.1K 160 86
                                    

A little change: In last update I wrote that with Prerna, Dev and Raghav also came. I want to change that only Prerna came to meet Rcs , not the brothers. Sorry for the trouble.

Happy Reading.

The house was having double functions and that's why everything was double. Along with Prerna ,it was Bondita's marraige too. Bondita's marraige was fixed with a well known Zamindaar family. His elder sons age was 29.
Aurobindo Chowdhary. He was a businessman as well as a Child Trafficker. But this thing was not known to his family,let alone Das family.

Currently he was on his office talking on a phone while gazing Bondita's picture.

Holding Bondita's picture ,he spoke on the phone: Aaj meri sagai hai. Aur 4 din baad meri shaadi. Usse pehele hi inn ladkiyon ko Kothe mein bech aana. Nhi hua toh anjaam acha nhi hoga.

He hung the call and said while tracing the picture with his forefinger: kitni sundar ho! Man kar rha hai ki abhi hi bhaga ke shaadi kar loon aur.... par ek kahavat hai. Sabar ka phal meetha hota hai. Aur mujhe intezaar hai... Par Pata chala hai ki tum Tulsipur aur Kolkata ki peheli mahila barrister ho. Agar tumhe meri sachi Pata chal gyi toh?... Na na Aurobindo Chowdhary aisa kabhi nhi hone dega. Ek baar shaadi jo Jaye, Barrister ka ba bhi bhoola dunga tumhe.
And laughed.

A knock interrupted him.

Abhoy Chowdhary, Aurobindo's father.

Abhoy : Aurobindo, bhetore aacho naa ki? ( Aurobindo, are you there inside?)

Aurobindo: Haan baba.

Abhoy came inside and said : Kaisi lagi Bondita ki tasveer?

Aurobindo: khub shundor.

Abhoy : O baba. Biye hoye ni aar ekhun thekeyi gaal laal hoche?
( Not Married and from here the cheeks  turn red)

Aurobindo: nhi baba aisi baat nhi hai.

Abhoy : Chalo theek hai. Aaj shaam ko hi sagai hai yaad hai na.

Aurobindo: Haan baba.

Abhoy : theek hai, samay pe pahunch jaana. Mein chalta hoon.

Aurobindo: jii.

Abhoy left and Aurobindo again sat on the chair with Bondita's photograph.

Aurobindo: Tumhe paane ke liye Pata hai kya kya belan belne pade. Uss budhiya...sorry sorry Thakumaa ko blackmail karna pada. Ki agar unhone tumhari shaadi mujhse nhi hone di toh mein tumhari jaan le lunga aur tumahri jaan bachane ke liye uss budhiya ne tumhe Roy Chowdhary parivaar ko badnaam karne ki dhamki di. Warna woh toh tumhari shaadi uss fitoori Anirudh se karwane waale the.
Jab tumhe peheli baar dekha tha na ussi samay tumne apna baane ka socha tha. Jab tum uss chornni ke peeche apni payal lene bhaagi thi. Aur...

The telephone ring interrupted his thoughts and he angrily picked up.

Aurobindo, gritting his teeth : kya hai? Kaaha tha pareshaan nhi karne ko.
Mein apne hone waali patni se baat kar rha tha. Khair saari taiyaariyan ho gyi?
Okay. Mein aa rha hoon.

Aurobindo caressing her photo : Sorry jaan jaana hoga. Par aaj toh hum milenge hi . Haina.

He kept the photo on the drawer and went outside. He forgot to lock the drawer. A person came in and opened the drawer with trembling hands. The person took out the photo and widened his eyes.

Person: Bon..dita.
Mujhe yeh cheez Anirudh ko batani hogi.

He ran outside.

Das Baadi

Barrister Babu - Love or RevolutionWhere stories live. Discover now