Maa

1.7K 144 44
                                    

Anirudh opened the door find Bihari standing.

Anirudh: Haan bolo Bihari.

Bihari: Chote Maalik, woh bade maalik apko aur bahu raani ji ko khana khane ke liye bula rhe hai.

Anirudh: Acha theek hai. Tum jao.

Bihari: Ji.

Bihari left while Anirudh closed the door behind him and yawned but his eyes got stuck on Bondita when she came out of the washroom with wet hairs.
She smiled at him and went towards the mirror. Her hairs were smelling like Jasmine, which always intoxicates him. He went near and wrapped his arms around Bondita's waist, snuggling to her neck, he smelled the scent and whispered: Kisko maarne ka irada hai?

Bondita: Apne Rakshas Pati ko.

Anirudh laughed and parted away from her.

Anirudh: Achi lag rhi ho.

Bondita: Thank you.

Anirudh: Mein fresh hoke aaya.
Saying this he went inside the washroom.

Bondita: Inke kapde nikal deti hoon.
Bondita took out his clothes and kept it on the bed.

Kaka from downstairs: Bahu..

Bondita shouted back: aayi Kaka sasoor ji.

Downstairs.

Kaka : Bahu aaj Reeta Bahu ki godh Bharai hai 2 mahine baad. Nauwa  mahina shuru ho gya hai na, isliye. Toh saari Taiyaariyan dekh lena.

Bondita: Ji Kaka sasoor ji.

Bani and Saina shouted from the threshold of the house : Maa/ Kaki.

Bondita happily widened her arms and both the girls hugged her tightly.

Naina came from kitchen and ran towards her daughters. Naina and Bondita, both of them treated Bani and saina equally.

Saina and Bani sat on the breakfast table and started to eat when Som and Anirudh came, along with Batuk and Binoy.

Som : So , kaisa tha tumlog ka picnic?

Bani : Khub bhalo Kaka. Bohot maza aaya. Tarah tarah ke cheezen dekhi, khel khele, pakwaan khaye aur bohot kuch.

Saina: Haan Baba. Aur Pata hai wahan na humne ek moti Aunty ko dekha.

Bondita: Saina, aisa nahi bolte beta.

Saina: Arre kaki , woh Aunty na bilkul Reeta kaki ke tarah moti hai.

Naina: Kya? Reeta kab moti hui?

Bani: Arre unka pait Bahar nikala hua hai na. Toh hui na moti.

All the family members face palmed while Batuk said : Dekho bacha log. Meri patni moti nahi hai, Maa bane Wali hai aur mein baba. Aur tum dono ka ek bhai ya behen aane wala hai.

Saina : Bache kaise aate hai Kaka?

Bani : Unhe Pari deke jaati hai kya?

Anirudh suddenly coughed and laughed aloud. Everyone looked at him confused.
Bani and Saina went to washroom to wash their hands.

Kaka : Tu Kyun Rakshas ke tarah has rha hai?

Anirudh : Jab Bondita ki mahavari shuru hui thi, toh usne mujhse ek baar kaha tha ki,

Flashback.

Bondita- par aapne aisa kyun kaha ki yeh ek vardaan hai?

Anirudh- Mahavaari ek vardaan hi toh hai. Ab dekho aaj iss duniya mein tum mere samne agar ho yaa mein tumhare saamne hoon toh issi Mahavaari ke wajah se hoon. Mahavaari ke wajah se hi toh ek aurat maa ban paati hai, ek naye jeev ko janm de paati hai. Yeh Badlaav jo hai tumhari zindagi mein yeh kuch Ashudh yaa paap nhi balki ek sundar aur shudh shuruwaat hai.

Barrister Babu - Love or RevolutionWhere stories live. Discover now