🇮🇳CHAPTER EIGHT~

1.2K 67 28
                                    

Drishti sat on the field, looking around the empty galleries, and Trishani was sitting at the gallery seat, far away from her, while a sound of something breaking into pieces came to her ears.

Rishabh was coming out of the dressing room after taking his stuffs. He saw Drishti sitting at the field and a thought crossed his mind and he smirked and went inside, while Drishti held her DK pendant and remembered someone and sighed.

Rishabh came and stood behind Drishti while asking,"kya hua Miss.Kharbandi! Yaha kyu baithi ho?"

"Firstly, it's Kharbanda. Secondly, I am not in a mood to talk. Bhag yaha se,"Drishti said.

"Areh tere se baat karna hi kisey hain? Main toh pitch dekhne aya tha,"Rishabh said while sitting down beside her.

"Kya karega pitch dekh ke? Jeet gaya hain na. Conference mein jaa."

"Conference mein captain jaate hain. Haan tujhe kaise pata hoga, tere toh team ki captain kaun hain yahi nahi pata kisi ko."

"Anshika hain Captain. Aur conference mein star players bhi jaate hain."

"Main kaha star hu? Mereko toh out kar diya tere bowlers neh! Accha sun yaha kyu baithi hain? Ghaas khaani hain pitch ki?"

"Tu khaa ghaas. I am thinking about where we went wrong. Aur tu star nahi hain? Spiderjaat saala."

"Aye tu yeh gaali dena bandh kar mereko! Aur haan tere shot selection kuch sahi nahi theh. Aur na hi batting line up sahi banaya tha. Lekin mujhe kya huh!"

"Main kaun hoti hoon batting line up set karnewali? Main khud Mahi Bhai se pucch ke aayi aaj pehele. I don't have any power. Aur Trisha ko strike dene se hi nahi hota, saamne ka bowler ko bhi dekhna hota hain. Pagal saala."

"Aye pagal kyu boli mereko? Tu pagal saali! Beech pitch mein baith ke match review kar rahi hain aur mujhe pagal bolti hain."

"Well Mr.Pant. Kabhi kabar sirf Mahi Bhai ka fan hona hi kaafi nahi hota hain,"Drishti said while standing up and looked towards the pitch while adding,"we gotta think like him too at times. Hatke, unique. Alag. Sabko chauka dene waali."

Rishabh stood up as well while saying,"accha toh tu abhi unke style ko bhi copy karne lagi? Kuch original hain bhi yaa sara xerox copy hain?"

"Hain na! Mera aggressive batting style, saath mein defensive khelne ka hunar. Koi bhi plan kiye bagayr field pe utarne ka jigar. Aise hi lead kiya hain Punjab ko....kher chhoro. You all played well. You all have good team bonding. You guys deserved to win."

"And you need a new captain! No offense to that Bangalayan...actually haan offense to that Bangalayan.. She is not a good Captain at all!"he looked at her and added,"koi aur kaafi zyaada acchi Captain bann sakti hain."

"Anshika has led Bengal to victory before. It's the Captain as well as the team overall, that matters in this game. Aur haan Pant...Mahi Bhai ko copy karke bhi unka 50% bhi nahi ayege mere mein. Agar agaya na toh bohot badi baat hogi. Aur apne idol ko copy karna shaan ki baat hain."

Rishabh chuckled and said,"voh toh main bhi karta hoon! Lekin unke jaisa main bhi nahi ban payu sayed kabhi."

Trishani was sitting and staring at Drishti and Rishabh. She knew they could have won the match today. She was hurt emotionally.
Shreyas was searching for Rishabh when he saw him at the field with Drishti, and then found Trishani sitting at the gallery alone. He came and sat on the seat beside her's and said,"Hello! Miss. Opener."

Trishani looked at him and said while smiling slyly, "Hi.. Mr. Iyer!"

"can I ask yaha akele kya kar rahi ho?", he asked.

☝︎𝕎𝕠𝕞𝕖𝕟 𝕀𝕟 𝔹𝕝𝕦𝕖|K.L Rahul|Rishabh Pant|Shreyas Iyer|Shubman Gill|✅Where stories live. Discover now