Chapter 3

1.4K 81 5
                                    

Kartik left from there and went to the rashan store and buy one week rashan for whole aashram aand send it to them thorugh the store delivery boy and asked him not to tell who has sent it and if they ask tell them its a donation to the aashram from their well wisher......

the delivery boy reached the aashram naira was up and asked him what is in the bag.....

DB: voh madam isme rasham h ek hafte ka....

N: humne to nahi mangvaya ye....

DB: madam aapke aashram k liye hi h....

N: par iska payment...

DB: ho chuka h...

N: kisne kiya h iska payment??

DB: madam vo toh nahi pata lekin unhone kaha tha ki vo aap sabke well wisher h aur ye unki taraf se donation h aashram k bachho k liye........

N: thik h aap vaha rakh dijiye.......(thinking)ye kon sa well wisher aa gya.....

Naira remembers the incident at the ghat and asked raju(aashram child)

N: mujhe aashram kon laya?

R: kartik bhaiya

N: vo mendak laya mujhe yaha.....

R: ha aur doctor ko bhi unhone hi bolaya tha.....

N: hmm... fir toh use thanks bolna padega......

next day......kartik came back from jogging and was sitting outside his room drinking water(the place where he lives is just next to the aashram) Naira came and stood in front of him

N: hi....

K: hey.... miss rishikesh..... kaisi ho?

N: mai thik hu.....

K: aaj yaha kaise..... aashram ka rasta bhool gayi ho kya(jokingly)

N: nahi vo... mai... vo..mai....

K: kya hua bas vo... mai...... vo mai karogi ki aage bhi kuch bologi......

N: (gathering her courage) thank u kartik...... meri help karne k liye.....

K: ek minute..... kya kaha tumne....ek baar fir se bolna.....

N: thank you....

K: (dramatically) ye kya ho gya..... ye maine kya sunn liya...... ye kaise ho sakta h..... miss rishikesh thank ubol rahi h aur vo bhi mujhe..... kahi ye mera aakhri din toh nahi h.... kahi aisa na ho ki abhi kayamat aa jae aur mai upar chala jau.....

N: ho... gayi tumhari nautanki ki kuch aur bhi baki h..

K: nahi abhi k liye ho gyi.....

N: tum pure k pure mendak ho.... kitni tar tar karte ho.....

K: kya ho gya miss rishikesh aaj itni sweetly baat kar rahi ho....

N: kyu hazam nahi hua..... punch maar k thik karu tumhe....

K: ha.... ab aayi h na sherni wapas.....

N: kya.....kya kaha tumne....sherni?

K: ha.... sherni... tum mujhe mendak bolti ho toh mai sherni bolunga....

N: ha kyuki tum itni tar tar karte ho isliye...... par mai sherni kyu??

K: kyuki tum bohot strong ho...... sabki care karti ho..... aur ye ye look(pointing towards her face) bilkul aisa ki abhi kha jaogi......

N: thik h thik h..... ab zyada tar tar kari na toh tumhe bhi kachha chaba jaungi........

kartik smiled at her comment and she left from there...... some days passed..... kartik was coming back to his room he saw some hustle bustle was going on in the aashram so he decided to go and check out...... when he reached there he saw some men throwing out the stuff from the aasram..... the children were crying and pleeding in front of them..... kartik went near them and asked them what happened......

OUR STORY OF LOVE (COMPLETED)Where stories live. Discover now