Chapter 38

1K 78 35
                                    

 hey guys...... just a fun activity before starting the chapter which came into my mind out of curiosity...... so for this you just have to comment your age and city where you live(your current location)...... I am just curious to know that which places are my stories reaching...... Demographic definatly shows the countries but I what to know the cities........ I think it'll be fun...... to start this..... I am commenting Mine...... 

===============================================

so without any further ado lets start the chapter........ 

A:(teary eyed) apni beti ko dhundhne aai thi yaha..... jo mujhse durr ho gayi hai...... vo naraz hokar chali gayi thi aur hum itne time se use dhudh rahe  the...... kaha kaha nahi dhundha lekin vo  nahi mili...... yaha mili toh usne mana kar diya ki voh meri beti nahi hai.......  mujhe pehchanne se mana kar rahi hai..... vo bohot naraz hai shayad..... hum chahte hai ki voh family k pass laut aae..... uski family jo uska itne time se intezar kar rahi hai.......

she broke down in front of him, he gave her water to drink and consoled her 

K: aap chinta matt kariye sab kuch thik ho jaega..... aapki beti ek zarur aapke saath apne ghar lautegi...... vo apni sari narazgi khatam karegi..... aap usse baat kijiye, usse puchiye ki vo kyu naraz hai...... kya baat use pareshan kar rahi hai...... sab thik ho jaega...... 

A: (wiping her tears) thank you beta..... mujhe hausla dene k liye...... ab mai haar nahi manugi..... apni beti ko mai wapas lekar hi jaungi......

K: ye hui na baat....... chaliye aunty ab mai chalta hu 

A: beta..... tumne apna naam toh bataya hi nahi..... hum do baar mil chuke hai aur mujhe tumhara naam tak nahi pata.....

K: aree ha.... maine toh aapko apna naam bataya hi nahi...... so (forwarding his hand) hello my name is Kairtik......Nice to meet you.....

A: (smiling and shaking hands) Nice to meet you too kartik........ 

then they bid bye to each other and he left for the aashram,  here  she reached aashram and went directly to her room and sat on her bed curling her knees till her chest and holding her legs waiting for kartik to come....... after 10 minutes kartik came and directly went to her room he saw her from the door and was shocked to see her condition he immediately ran near her and sat beside her and held her hand........

K: (worried) Naira...... kya hua bachha...... tum tum aise ro kyu rahi ho???? kuch hua hai kya...... kisi ne kuch kaha tumhe?? bolo na Naira aise chup matt raho mujhe darr lag raha hai.......

listening to his voice she hugged him tightly and burst out crying in his arms he was rubbing her back and consoling her......

K: shh...... Naira shant ho jao...... dekho roo matt......

N: kartik..... kartik..... vo aa gayi kartik..... vo yaha aa gayi kartik

she managed to speak between her sobs....... he caressed her hairs to calm her down...... after 10 minutes he broke the hug and gave her water to drink......she drank the water and became calm......he wiped her tears and held her hands in his hands.......

K: Naira ab batao kya hua hai..... kyu ro rahi ho??

N: vo aa gayi kartik...... vo Rishikesh mein hai iss waqt.....vo mujhe police mein de dengi....

K: kaun aa gaya Naira??

N: Mrs. Singhania..... vo Rishikesh mein hai kartik..... maine unhe dekha aaj unse mili bhi thi aaj...... 

K: vo yaha kyu aai thi?? unhe pata tha kya ki tum yaha ho??

N: nahi kartik vo yaha mere competition ki cheif guest bann kar aai thi..... unhe mera naam pata chal gaya aur unhone mujhe pehchan liya kartik..... lekin maine unhe mana kar diya ki mai unki beti nahi hu...... mai waha se bhag aai kartik...... I hate her kartik...... I don't want to go with her.....she will give me to the police......

K: shh... Naira..... koi tumhe police ko nahi dega.....ok... vo tumhe nahi leja paengi jab tum khud nahi chahogi 

N: pakka na kartik??

K: pakka.....

she hugged him and he caressed her hairs to calm her down......  both were thinking about something........

K:(thinking) aaj ka din sach me ajeeb sa tha...... subah se lekar sham tak toh bohot achha jaa raha tha but uske baad........ pehle vo aunty.....aur ab Naira..... dono ka dukh ek jaisa hi hai dono hi apno se durr hai....... Krishna ji please inn dono ki help kariye...... kaash ye apni family se wapas mil jae....... pata nahi kyu but aisa lagta nahi hai  ki koi bhi maa apne bachhe k saath aisa kuch karegi jo Naira ki mumma ne kiya...... aur agar kiya bhi hoga toh ho sakta hai unhe ab apni galti ka ehsas ho gaya ho........ pyar toh vo Naira se karti hi thi yeh toh Naira ne mujhe bataya hi tha but ho sakta hai unke beech mein kuch misunderstanding ho gayi ho.......  Krishna ji jo Naira k liye achha ho wske saath wahi karna...... agar uski bhalai uski family k saath hai toh please use family se milva dijiye......

N:(thinking) I hate her but I don't know why I cared for her...... why did I panicked when I heard  that she is not well...... kyu mujhe unki chinta ho rahi hai...... jab unhone mere baare mein nahi socha toh main kyu soch rahi hu unke bare mein...... mujhe pata hai ki ab vo mujhse pyar nahi karti hai...... ab voh mujhe sirf aur sirf ek katil samjhti hai isiliye toh police tak ko bula liya tha......  apni mahanta dikhane k liye apni khud ki beti ko jail bhejna manzoor tha...... ek baar bhi meri baat nahi suni...... isliye now I don't care vo kaha hai kaisi hai.....  I don't care  because I hate her to the core........

she might have told that she don't care about her but deep inside her heart she care for her....... she is her mother she will definatly care for her.....she might not show it and might not accept it but she cares...... 



TO BE CONTINUED..........


hope you all will give the same love to this story as you gave to the previous one..... love you all

So that is it for this chapter guys...... shower your love..... vote and comment if you are liking the chapters.... tell me how do you liked the chapter

will meet you soon with next chapter..... till then keep reading.....keep growing

STAY HAPPY STAY SAFE

Take care

Byeeee

OUR STORY OF LOVE (COMPLETED)Where stories live. Discover now