54

201 38 5
                                    

Happy reading...!

The dinner was fun for the rest but Raam Sharma and Ritu. They held their emotions and focused on the happenings right there.

After dinner Ritu excused to use washroom and Bani led her to her room and headed back to help seniors singhania ladies to clean up the dinning.

Raam took in the opportunity and went to the room he saw her walking in before some minutes.

He sneaked out from the group.

***

Ritu came out of the washroom and saw Raam coming in. She looked at him. He was the man she loved fully, whole heartedly once upon a time. He was a man who left her with One and a half year girl to take care of. Now she hated him. Yet seeing him in all flesh right in front of her did effect her.

That brought back all those struggling period being a single mother.

Ra: Ritu Ban-

Ritu cut shart him. And her eyes held the tears of anger and complaints.

Ri: naam mat lena uska apni muh se.

Ra: wo hamari..

Ri: meri. Meri beti hai wo.

Ra: Ritu.

He stepped front to hold her. But Ritu moved back.

Ri: jis rishte se yehan aye ho waise hi rahe tho acha hai.

Ra: me tume bohot yaad karta hu Ritu. Me apni beti ko dek kar khush hu. Wo..wo kitni badi hogayi. Shaadi bhi Karli usne.

Ri: tab kaha gaya tha ye pyaar jab tume apni beti nai paisa dikha tha. Pata hai tume ki mujhe kitni mushkil huyi thi usko palne me. Na hi mere pas Ghar tha, paisa tha, noukri thi. Kuch nai. Aur chod ke chale gayi ek nanni si Jann ko mere paas. Kabhi kabhi tho lagta tha ki Bani ko mardu aur khud bhi mar jaou. Nai horaha tha mujhse.

Wo bas mere dudh pe k Zinda rahi hai teen saal thak. Kya kya kaam nai Kiya me ne. Ghar ke kaam, labours kaam aur pata nai kya kya.

Lekin Bani. Bani ne kabhi haar nai mani. Usne jo mila usi se khush thi. Padai Kari usne ab dekho wo kahan khadi hai. Khud ke dum pe jeeti hai itne bade Ghar ke bahu hone ke bawajud.

Lekin tume kya. Tume apne paise milhaye. Aiso-aram ka zindagi mila.


She sat on the bed with the thud and Raam went near her and sat on the floor on his knees.

Ra: mujhe maaf kardo Ritu. Maaf kardo. Me  bita hua kal ka kuch nai kar paunga. Lekin aaj ke liye maaf kardo. Choti bachi ko papa ki zaroorat thi. Aur mujhe paiso ki zaroorat.

Ri: kon Meera? Meera na? Uske paas apni maa thi. Uske nanu the. Sabse badi baat paisa tha. Mere pas kya tha? Waise, unhi paiso se tho unhone tume khareeda na.

Ab hato. Hum dono khush hai. Ab achanak se aa ke hamari zindagi barbaad mat karo.

B: Meera di aap yehan kya karre ho darwaze pe?

Bani asked as she saw her standing in front of her room.

B: aap ro rahe ho? Meera-

The super star | ✓ [UNDER EDITING]Where stories live. Discover now