◂ PRECAP ▸

448 70 20
                                    

"Sir kal aapka birthday haina..."

"No... Nahi..."

...

"Tees saal mein ek baar... mudke dekha nhi mujhe... kabhi phone nhi kiya... aur mera janm din manaana chaahti hai vo..."

...

"Enough !..."

"You are talking to your professor...", he yelled.

...

"Out..."

"Get out !!..."

...

"Main tumhaari shakal bhi nhi dekhna chaahta samjhi !!..."

...

"Aap mujhe mana bhi kar sakte the... Lekin aise dhamkaane ka kya matlab hai..."

...

"Usne pareshaan karke rakh diya hai mujhe..."

"Vo toh hai hi aisi... Lekin puttar tu..."

"Director hai tu... Apni respect aur position ka bhi khyaal rakhna hai tujhe..."

...

"Kya naya tareeka hai ye ?... Class ke baahar seedi lagaakar padhaai karne ka..."

"Aur shakal kyu nhi dikha rhi apni..."

....

"Aapne kaha tha naa ki aapke class mein apni shakal naa dikhaau main..."

...

"Mainu toh Shaurya ki tension hai Parjai ji..."

"Jab bhi vo ladki aas - paas hoti hai toh vo apna aapa kho baithta hai..."

...

"Us Anokhi ko isme shaamil mat karna...", Nyasha gives Anokhi a repulsive glare.

FF : Dil IbaadatWhere stories live. Discover now