◂ PRECAP ▸

403 66 15
                                    

"Main aapka beta nhi hoon !!!...", he yelled.

...

"Jaane se pehle mere baare mein ek baar bhi socha nhi tha naa... Toh ab kya hua ?!...", he was burning with wrath.

...

"Chale jaaiye mujhse door... Aur ab main kabhi nhi rokne vaala aapko..."

"Chale jaaiye... Aur mujhe yaad karne ki koi zaroorat nhi !...

...

"Hey Maatrani... "

"Main toh bas paani laane gayi thi unke liye... Ab...ab main kya karu... kaha dhoondu unhe... Un... Unki haalat bilkul theek nhi thi..."

...

"Uncle !..."

"Kya aap meri ek madad kar sakte hai ?..."

"Kaisi madad beta ?..."

...

"Tumhe pta hai tumne kitni speed mein gaadi chaalyi... Yeh kitna risky ho sakta tha beta tumhe pta hai !...", Devi said worried.

...

"Mujhe nhi pta Badi Maa... Mujhe koi baat nhi karni iss baare mein... "

...

"Ab main kaha jaaun ???... Kaha dhoondu unhe ???... Mujhe kuch samajh nhi aa rha ...", she was tense to the bone.

...

"Police Station !...", an idea popped in her mind.


FF : Dil IbaadatWhere stories live. Discover now